This page is for fun only - Images are saved from Internet copyrights are reserved with them. Powered by Blogger.

Saturday, October 5, 2013


Suhagrat yani shadi ki pehli rat



Shadi ke bad pehli rat jise suhagrat bhi kaha jata he har ek ke liye bhut hi khas raat hoti he. iss rat ke bare me naye dulha our nai dulhan ke dil me kai swal uthte hain.

Pehli raat, shadi ki our zindgi ki bahut khas raat
 nujawan ko chiye ke wo shadi ki pehli raat ko suhbat yani sex karne ko zaroori na samjhain our na hi iske liye zid kare. shadi ki pehli raat pyar our muhabbat ki bate kare, ek doosre ko pehchanne ki bate ki jaye, biwi ko apne bhrose me lene ki koshi kare yani wo ye samjhne lage ki mere shohar sir jism se nahi balki mujh se muhabbat karte hain.
  • Shadi ki pehli yani sohagraat kai naujwan sahi tareeqe se suhabat nahi kar pate hain our mayoos ho jate hain.
  • Shadi ki pehli raat sex karna koi zarori baat nahi he ye aap par he ke aap chain to pehli raat suhabat na kare sirf pyar bhri baton se apni biwi ke bharose koi jeete.
  • Pehli raat sex karte waqt kai noujwano ki wo khas jgah (ling) sahi khda nahi ho pata jiski wjah se wo mayoos ho jate hain. mayoos na ho shuru shuru me aisa ho jata he.
  • Pehli raat jis jagah aap ka room ho us jagah aap ko aur aap ki biwi ko pura ye bharosa ho na chaiye ke koi dekhne wala nahi he, is tarha wo itminan se sex ke liye tayyar ho jaigi.
  • Aap ye sochiye jis room me nai jagah nai ek anjan admi yani us ke shohar ke samne biwi ko kapde utarna hon wo jgah bilkul itminan wali ho na chiye. yani room ke paas kisi ko aap ki awaz ya khat-pat ki awaz pauhnch rahi ho to aapki biwi sharmaye gi suhabat sahi tareeke se nahi ho payga.
  • Apni biwi ko pehli raat ek behtreen sa Tohfa (Gift) zaroor dain.
  • Apni biwi se zindagi ke pichle mamle ke bare me bate karna theek nahi he yani kuraid kuraid kar koi galat bare me puchna nahi chiye. jo beet gaya use yad na kare jo age aanaa he uski bat kare.
  • Ek khas baat jo bahut aam he wo ye ke pehli bar ourat se suhabat karne par ourat ki us jagah par khoon nikalta he jab ke ye baat bilkul galat he. aisa hona zaroori nahi our aisa kam hi hota he. uski wjah ye he ke har ourat ki usjaga se khoon nahi nikalta he kunki agar bachpan me zyada bhagdod khelne kudne se wo bariik jhilli jo ourat ke khas muqam par hoti he wo phat jati he. shadi ke waqt pehli bar suhabat karne par kisi kisi ko bhut zyada taklif hoti he, kisi ourat ko bhut mamooli sa khoon nikl bhi jata he jo kai bar dikhai nahi deta ye baate tajurbe kar hakeem our Doctor ki he jin ke paas sabhi tarha ke case ate hain.

Feeling of First Night................Awsome

Views:


Category:

0 comments:

Post a Comment