This page is for fun only - Images are saved from Internet copyrights are reserved with them. Powered by Blogger.

Saturday, October 5, 2013



Aksar nae dulha dulhan is swal ke bare me janna chate hain ke sohagraat ka islami tareeqa kya hai?
chand point me suhgraat ka islami tareeqa aap ke samne pesh hai.

  • shadi ke baad jab biwi se pehli mulaqat ho to salam zaroor karen.
  • aourt our admi dono ko chaiye ke wazo karle.
  • suhagraat ki raat nikah hone ki khusi me aap bhi 2 rkaat namaz shukrane ki ada karen our apni biwi ko bhi talqeen kare.
  • jab suhabat yani sex karna shuru karen to bismillah zaroor padhen.
  • mubashrat ya suhagraat ke roze khusbu lagan bhi behtar he, mubashrat se pehle khusbu lgana aap s.a.w.s. se sabit hai.
  • jab suhbat kare to pori tarha barhna yani nagge na hon.
  • suhagrat ke muqe se apni biwi ke sar par hath rakhar padhi jane wali dua kisi arbic kitab me dekh kar yad karele ya dekh kar padhe.
  • suhbat karte waqt jab inzal yani mani bahar nikle to us waqt ki duaa bhi yad karle.
  • is baat ka bhi khayal rahe ke aisa zaroori nahi hai ke shadi ki raat sex karna zaroori hai. na karege to bhi walima ho jaega.
  • suhbat karne se pehle apni biwi ko iske liye payr se tayar kare zor zabardasti na kare.
  • suhbat se pele apni biwi ko tayar kane ke lye aap use pyar kare, zabaan ko bhi choos sakte hai, pistan ko bhi masal sakte hain coom sakte hain, choos bhi sakte hain (lakin dhood munh me na jaye).
  • pehi raat me aksar log fajar ki namaz chod de te hain aisa na kare balki raat se hi subha fajar me naha ne ka intzam karle.
  • tohfa dena aam tor se acchi baat hai to is raat bhi apni haisyat ke mutabiq tohfa de.

suhagraat ka islami tareeqa : shadi ki pehli raat urdu and hindi

Views:


Category: ,

4 comments: