What is Eahtlam?
Raat me agar mere khwab aaye tumhe to samjhna Night Fall ho hi gaya!
"Ehtlam is an urdu world it means nightfall". Rat me "gande khwab " ane ke bad mani ke nikl jane ko ahtlam kehte hain. agar kisi shakhas ko month me 2 or 3 bar ahtlam ho to ye koi bimari nahi he lakin zyada bar hona ek bimari he. wese ahtlam isliye hota he ke jab hamare jism me mani banti he to wo ek jagha jma hote rahti he jab wo zyada ho jati he to is tarha need me bahr nikl jati he. lakin agr ye zyada yani bar bar nikle to ise ek bimari mana jata he.
Ahtlam yani rat ko need me mani ke niklene se bachne ke liye in tips par dhyan de.
- Dahini yani sidhe hat ki tarf karwant lekar sona sunnat he. is se ahtlam bhi kam ho ta he.
- Rat ko sote waqt paishab kar ke sona chaiye our subha jaldi uthne ki adat se is bimari se bach ja sakta he.
- Zyada narm gaddo par sone se bache.
- Blue yani "sexy movie" na dekhe gandi bate ladki yon ke bare me zyada sochne se ye bimari badh jati he isse bache.
- Sote waqt garm doodh na piye hlka garm ya thand doodh piye.
- Qabz yani latrine rozana saf na hone ki wjah se bhi ahtlam hota he.
- Qabz door kare, our zyada garm cheeze na khain.
0 comments:
Post a Comment